Alif Allah Chambay Di Booti | Best Naat | الف اللہ چنبے دی بوٹی

June 29, 2025
Alif Allah Chambay Di Booti

Alif Allah Chambay Di Booti – aik roohani kalam hai jo sain Zahoor ki awaz mein dil ko chu leta hai. Is kalam ka har lafz ishq-e-Haqiqi se bhara hua hai. Sain Zahoor apni khas andaaz mein is kalam ko aisi jazbati aur faqiri lehje mein pesh karte hain ke sunne walay ka dil Allah aur Rasool ﷺ ki muhabbat se lubraiz ho jata hai. “Alif Allah chambay di booti, Meray murshid man vich lai hoo” jaise ash’aar insaan ke andar ek roohani jagah banate hain jo insan ko Allah ki taraf khinch le jaate hain.

Read More: Aaye Muhammad Rehmatan Wale

Alif Allah Chambay Di Booti in Urdu

الف اللہ چنبے دی بوٹی من مرشد وچ لائی ہو
نفی اثبات دا پانی ملیا ہر رگے ہر جائی ہو

 بوٹی اندر مشک مچایا تے جان پھولن تے آئی ہو
جیوے مرشد کامل باھو جہن اے بوٹی لائی ہو

ایہہ تن میرا چشماں ہووے تے مرشد ویکھ نہ رجاں ہو
لوں لوں دے موھڈ لاکھ لاکھ چشماں اک کھولاں تے اک کجاں ہو

اتنیاں ڈھڈیاں مینوں چین نہ آوے تے میں کدھے ول بھیجاں ہو
مرشد دا دیدار ہے باھو مینوں لاکھ کروڑ حجاں ہو

Alif Allah Chambay Di Booti in English

Alif Allah Chambay Di Booti – Urdu Roman mein:

Alif Allah chambay di booti, man murshid vich laayi ho
Nafi asbaat da paani miliya, har rage har jaayi ho

Booti andar mushk machaaya, te jaan phullan te aayi ho
Jivein murshid kaamil Bahu, jehan ae booti laayi ho

Ae tan mera chashma hovay, te murshid wekh na rajaan ho
Loon loon de moohad laakh laakh chashmaan, ik kholan te ik kajaan ho

Itnian dhadhiyan mainu chain na aave, te main kaday wal bhejaan ho
Murshid da deedaar ae Bahu, mainu laakh karor hajjaan ho

Alif Allah Chambay Di Booti in Hindi

अलिफ अल्लाह चम्बे दी बूटी, मन मुर्शिद विच लाई हो

नफ़ी असबात दा पानी मिलिया, हर रग़े हर जाई हो

बूटी अंदर मुश्क मचाया, ते जान फूलन ते आई हो

जिवें मुर्शिद कामिल बाहू, जहन ऐ बूटी लाई हो

ए तन मेरा चश्मां होवे, ते मुर्शिद वेख न रजां हो

लूं लूं दे मोहड़ लाख लाख चश्मां, इक खोलां ते इक कजां हो

इतनियां ढाढियां मेनूं चैन न आवे, ते मैं कदे वल भेजां हो

मुर्शिद दा दीदार है बाहू, मेनूं लाख करोड़ हज्जां हो

Ye naat ya kalam sirf aik geet nahi, balkeh ek dawat hai Allah aur Rasool ﷺ ke ishq mein doob jane ki. Is mein murshid ka zikr hai, dil ke safar ka zikr hai aur ishq-e-Ilahi ki woh roshni hai jo har andheray ko roshan kar deti hai. Sain Zahoor ki awaaz, eik faqirana dard aur jazbaat se bharpoor hai jo har kisi ko is kalam se jod deti hai. Ye kalam rooh ko taskeen deta hai aur insan ko apne asal maqam ki yaad dilata hai.

Leave a Comment

🌟 جامعہ سعیدیہ دارالقرآن کی مدد کریں! 🌟

آپ کے عطیات سے دینِ اسلام کی خدمت اور تعلیماتِ قرآن کے فروغ میں تعاون کریں۔

📌 :فوری ضرورت

بارش سے متاثرہ دیوار کی مرمت (10 لاکھ روپے)

بوائز کیمپس کی نئی عمارت کی تعمیر (20-30 لاکھ روپے)

آج ہی اپنا حصہ ڈالیں اور ثوابِ  دارین حاصل کریں
📱 جاز کیش: 03017511848
🏦 بینک اکاؤنٹ: 04120981000469015

عطیہ کریں

Learn Quran Online At Jamia Saeedia Darul Quran