Sarkar Ghouse Azam Nazre Karam Khudara. Read more about this beautiful Naat here.
Read More: Ay Khatm-e-Rusul Makki Madni Lyrics
سرکار غوثِ اعظم نظرِ کرم خدارا
میرا خالی کاسہ بھردو میں فقیر ہوں تمہارا
سب کا کوئی نہ کوئی دنیا میں آسرا ہے
میرا بجز تمہارے کوئی نہیں سہارا
جھولی کو میری بھر دو ورنہ کہے گی دنیا
ایسے سخی کا منگتا پھرتا ہے مارا مارا
یہ اداۓ دستگیری کوئی میرے دل سے پوچھے
وہیں آگۓ مدد کو میں نے جب جہاں پکارا
صدیق عمر کا صدقہ عثمان علی کا صدقہ
میری لاج رکھ لو میراں میں فقیر ہوں تمہارا
گنجِ شکر کا صدقہ احمد رضا کا صدقہ
مدنی ضیا کا صدقہ مرشد پیا کا صدقہ
میری لاج رکھ لو یا غوث میں فقیر ہوں تمہارا
یہ تیرا کرم ہے مرشد جو بنا لیا ہے اپنا
کہاں مجھ سا یہ کمینہ کہاں سلسہ تمہارا
سرکار غوثِ اعظم نظرِ کرم خدارا
میرا خالی کاسہ بھردو میں فقیر ہوں تمہارا
Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara
Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara
Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara
Sarkar Ghous E Aazam
Jholi Ko Meri Bhardo, Warna Kahegi Dunya
Aise Sakhee Ka Mangta
Ghous Ul Wara Ka Mangta
Shah E Jilan Ka Mangta, Phirta Hai Maara, Maara
Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara
Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara
Ye Ata E Dastageeri Koi Mere Dil Se Pooche
Wahi’n Aagaye Madad Ko Mene Jab Jahan Pukara
Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara
Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara
Miran Banne Hain Dulha, Mehfil Saji Hui Hai
Sab Auliya Baraati, Kya Khoob Hai Nazara
Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara
Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara
Maula Ali Ka Sadqa, Ibn E Ali Ka Sadqa
Maula Ali Ka Sadqa, Khawaja Piya Ka Sadqa
Maula Ali Ka Sadqa, Data Piya Ka Sadqa
Maula Ali Ka Sadqa, Ganje Shakar Ka Sadqa
Maula Ali Ka Sadqa, Ahmad Raza Ka Sadqa
Meri Laaj Rakhna Miran, Main Faqeer Hun Tumhara
Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara
Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara
Dunya Mein Sab Ka Koi, Koi To Aasra Hai
Mera Bajuz Tumhaare, Koi Nahi Sahaara
Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara
Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara
Ye Tera Karam Hai Ya Ghous, Jo Banaa Liya Hai Apna
Kahaa Mujhsa Ye Kameena, Kaha Silsila Tumhara
Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara
Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara
Read More: Sarkar Ghous E Azam Nazre Karam Khudara
सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar Ghouse Azam Nazre Karam Khudara
सरकार-ए-ग़ौस-ए-आ’ज़म ! नज़र-ए-करम, ख़ुदा-रा
मेरा ख़ाली कासा भर दो, मैं फ़क़ीर हूँ तुम्हारा
सब का कोई न कोई दुनिया में आसरा है
मेरा ब-जुज़ तुम्हारे कोई नहीं सहारा
मौला ‘अली का सदक़ा, गंज-ए-शकर का सदक़ा
मेरी लाज रख लो, या ग़ौस ! मैं मुरीद हूँ तुम्हारा
झोली को मेरी भर दो, वर्ना कहेगी दुनिया
ऐसे सख़ी का मँगता फिरता है मारा मारा
मीराँ बने हैं दूल्हा, महफ़िल सजी हुई है
सब औलिया बराती, क्या ख़ूब है नज़ारा
ये ‘अता-ए-दस्त-गीरी कोई मेरे दिल से पूछे
वहीं आ गए मदद को, मैं ने जब जहाँ पुकारा
ये अदा-ए-दस्त-गीरी कोई मेरे दिल से पूछे
वहीं आ गए मदद को, मैं ने जब जहाँ पुकारा
ये तेरा करम है मुर्शिद ! जो बना लिया है अपना
कहाँ रू-सियाह फ़रीदी ! कहाँ सिलसिला तुम्हारा
sarkaar-e-Gaus-e-aa’zam ! nazar-e-karam, KHuda-ra
mera KHaali kaasa bhar do, mai.n faqeer hu.n tumhaara
sab ka koi na koi duniya me.n aasra hai
mera ba-juz tumhaare, koi nahi.n sahaara
maula ‘ali ka sadqa, ganj-e-shakar ka sadqa
meri laaj rakh lo, ya Gaus ! mai.n mureed hu.n tumhaara
jholi ko meri bhar do, warna kahegi duniya
aise saKHi ka mangta phirta hai maara maara
meeraa.n bane hai.n dulha mehfil saji hui hai
sab auliya baraati, kya KHoob hai nazaara !
ye ‘ata-e-dast-geeree koi mere dil se poochhe
wahi.n aa gae madad ko, mai.n ne jab jahaa.n pukaara
ye ada-e-dast-geeree koi mere dil se poochhe
wahi.n aa gae madad ko, mai.n ne jab jahaa.n pukaara
ye tera karam hai, murshid ! jo bana liya hai apna
kahaa.n roo-siyaah Fareedi ! khaa.n silsila tumhaara