Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain | Best Naat | سید نے کربلا میں وعدے نبھا دیے ہیں

June 30, 2025
Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain

Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain kar deen-e-Muhammadi ke gulshan ko khila diya. Har qurbani, har nazrana sirf Allah aur Rasool ﷺ ki raza ke liye tha. Maula Hussainؓ ne ek ek kar ke apne pyare lutaye, lekin deen ki buniyad ko hilne na diya. Akbarؓ ne jawani waari, Abbasؓ ne apne bazu katwa diye, aur Zainabؓ ne apne do noor jise phool Allah ki raah mein qurban kar diye.

Read More: Alif Allah Chambay Di Booti

Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain in Urdu

سید نے کربلا میں وعدے نبھا دیے ہیں،
دینِ محمدی کے گلشن کھلا دیے ہیں۔

بولے حسین مولا، تیری رضا کی خاطر،
اک اک کر کے میں نے ہیروں لٹا دیے ہیں۔

دینِ نبی پہ واری، اکبر نے بھی جوانی،
عباس نے بھی اپنے بازو کٹا دیے۔

زینب کے باغ میں بھی دو پھول تھے مہکتے،
زینب نے وہ بھی دونوں راہِ خدا دیے ہیں۔

زہرا کے ناز پالے، جھولوں پہ سونے والے،
کربلا کی خاک میں وہ ہیروں لٹا گئے ہیں۔

بخشش ہے ان کی لازم، سید کے غم میں حافظ،
دو چار آنسو رو کر جس نے بہا دیے ہیں۔

سید نے کربلا میں وعدے نبھا دیے ہیں،
دینِ محمدی کے گلشن کھلا دیے ہیں۔

Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain in English

Syed Ne Karbala Mein Waadhe Nibha Diye Hai,
Deen E Muhammadiee Ke Gulshan Kilya Diye Hai.

Bole Hussain Maula, Teri Raza Ki Khaatir,
Ikh Ikh Kar Ke Maine Heereh Luta Diye Hai.

Deen-E-Nabi Pe Waari, Akbar Ne Bhi Jawaani,
Abbas Ne Bhi Apne Bazoo Kata Diye.

Zainab Ke Baag Mein Bhi Do Pool Teh Mehkhateh,
Zainab Ne Wo Bhi Donoh Raah-E-Khuda Diye Hai.

Zahra Ke Naaz Paaleh, Jooloh Pe Soneh Wale,
Karbala Ki Haak Mein Wo Heereh Luta Gaye Hai.

Bakhshish Hai Unki Laazim, Syed Ke Gham Mein Hafiz,
Do Chaar Ansoo Roh Kar Jisne Baha Diye Hai.

Syed Ne Karbala Mein Waadhe Nibha Diye Hai,
Deen-E-Muhammadi Ke Gulshan Kilya Diye Hai.

Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain in Hindi

सैयद ने कर्बला में वादे निभा दिए हैं,
दीन-ए-मुहम्मदी के गुलशन खिला दिए हैं।

बोले हुसैन मौला, तेरी रज़ा की खातिर,
एक-एक करके मैंने हीरे लुटा दिए हैं।

दीन-ए-नबी पे वारी, अकबर ने भी जवानी,
अब्बास ने भी अपने बाज़ू कटा दिए।

ज़ैनब के बाग़ में भी दो फूल थे महकते,
ज़ैनब ने वो भी दोनों राह-ए-ख़ुदा दिए हैं।

ज़हरा के नाज़ पाले, झूलों पे सोने वाले,
कर्बला की ख़ाक में वो हीरे लुटा गए हैं।

बख़्शिश है उनकी लाज़िम, सैयद के ग़म में हाफ़िज़,
दो-चार आँसू रो कर जिसने बहा दिए हैं।

सैयद ने कर्बला में वादे निभा दिए हैं,
दीन-ए-मुहम्मदी के गुलशन खिला दिए हैं।

Yeh sirf ek waqia nahi, balkeh Islam ke liye di gayi woh azeem qurbani hai jo rehmat ban kar har dil ko roshan karti hai. Zahraؓ ke wo naaz parwarda jo jhoolon mein sote the, Karbala ki khaak mein apni qurbani se iman ki roshni chhod gaye. Hafiz kehte hain ke jo Syed ke gham mein roya, uski bakhshish bhi laazmi hai. Kyunke Karbala sirf ranj-o-gham ka naam nahi, balkay sabr, wafadari, aur deen par qaim rehne ka paighaam hai.

Leave a Comment

🌟 جامعہ سعیدیہ دارالقرآن کی مدد کریں! 🌟

آپ کے عطیات سے دینِ اسلام کی خدمت اور تعلیماتِ قرآن کے فروغ میں تعاون کریں۔

📌 :فوری ضرورت

بارش سے متاثرہ دیوار کی مرمت (10 لاکھ روپے)

بوائز کیمپس کی نئی عمارت کی تعمیر (20-30 لاکھ روپے)

آج ہی اپنا حصہ ڈالیں اور ثوابِ  دارین حاصل کریں
📱 جاز کیش: 03017511848
🏦 بینک اکاؤنٹ: 04120981000469015

عطیہ کریں

Learn Quran Online At Jamia Saeedia Darul Quran