
Tere dar ke phere lagata rahu, yahi meri zindagi ka asal maqsad hai. Har subah, har shaam, har saans ke saath sirf yahi tamanna hai ke Sarkar ﷺ ke darbar mein hazri naseeb ho. Ye alfaaz sirf ek naat nahi, balkay ek aashiq-e-Rasool ﷺ ka dil ka haal hain. Madine ki galiyon ka tasawwur hi dil ko sukoon deta hai aur aankhon ko ashkbaar kar deta hai.
Read More: Aaye Muhammad Rehmatan Wale
Tere Dar Ke Phere Lagata Rahu in Urdu
یا ربنا ارحم لنا تیرے در کے پھیرے لگاتا رہوں میں
ہمیشہ شہرِ مکہ میں آتا رہوں میں
حرم میں میں حاضر ہوا بن کے مجرم
یہ لبیک نعرہ لگاتا رہوں میں
میں لیتا رہوں بوسۂ سنگِ اسود
کہ دل کی سیاہی مٹاتا رہوں میں
الٰہی میں پھرتا رہوں گردِ کعبہ یوں
قسمت کی گردش مٹاتا رہوں میں
میں پیتا رہوں ہر گھڑی آبِ زم زم
لگی اپنے دل کی بجاتا رہوں میں
صفا اور مروہ کے ما بین دوڑوں
سعی کر کے تجھ کو مناتا رہوں میں
رَمی کر کے جمرات کی میں
مِنیٰ میں تیرے دشمنوں کو بیچتا رہوں میں
مزدلفہ میں وقتِ سحر مسکرا کر
یہ سنت نبیؐ کی بتاتا رہوں میں
جھکی جن کے سجدے کو محرابِ کعبہ
وہی دل ادب سے جھکاتا رہوں میں
الٰہی تو ایسا مقدر بنا دے
ہمیشہ ہی مکہ میں آتا رہوں میں
تیرے گھر کے پہرے لگاتا رہوں میں
ہمیشہ شہرِ مکہ میں آتا رہوں میں
ہے سیّد کی خواہش مدینے میں مر کر
ہمیشہ ہی جنت کو پاتا رہوں میں
Tere Dar Ke Phere Lagata Rahu in English
Ya Rabbana Irhamlana Tere Dar Ke Phere Lagata Rahu main
Sadaa shehre Makkah me aata rahu main
Haram main mai haazir huwa banke mujrim
Yeh labbaik naraa lagata rahu main
Main leta rahu bosa-e-sangey aswad
Ke dil ki siyaahi mitata rahu main
Illahi main phirta rahu girde kaaba yoon
qismat ki gardish mitaata rahu main
Main peeta rahu har ghadi aabe zam zam
Lagi apne dil ki bujhata rahu main
Safaa aur marwah ke maa bain daudu
Sa’ee karke tujh ko manaata rahu main
Rami kar ke jamraat ki main
Mina mein Tere dushmano ko beechata rahu main
Muzdalifa me waqte seher muskura kar
Yeh sunnat Nabi ki bataata rahu main
Jhuki jin ke sajde ko meh’rabe kaaba
Wahi dil adab se jhukata rahu main
Illahi tu aisa muqaddar banaade
Humeshaa hi Makkey main aata rahu mai
Tere ghar ke peyrey lagaah taa rahu main
Sadaa shehre makkah me aata rahu main.
Hai Sayyed ki khwaish Madine mein mar kar
Humesha hi jannat ko paata rahu main
Tere Dar Ke Phere Lagata Rahu in Hindi
या रब्बना इरहम लना तेरे दर के फेरे लगाता रहूं मैं
सदा शहर-ए-मक्का में आता रहूं मैं
हरम में मैं हाज़िर हुआ बनके मुजरिम
ये लब्बैक नारा लगाता रहूं मैं
मैं लेता रहूं बोसा-ए-संगे असवद
के दिल की सियाही मिटाता रहूं मैं
इलाही मैं फिरता रहूं गर्द-ए-काबा यूं
क़िस्मत की गर्दिश मिटाता रहूं मैं
मैं पीता रहूं हर घड़ी आब-ए-ज़मज़म
लगी अपने दिल की बुझाता रहूं मैं
सफ़ा और मरवाह के माँ-बैन दौड़ूं
सई करके तुझको मनाता रहूं मैं
रमी करके जमरात की मैं
मिना में तेरे दुश्मनों को बींधता रहूं मैं
मुज़दलिफ़ा में वक़्त-ए-सहर मुस्कुरा कर
ये सुन्नत नबी की बताता रहूं मैं
झुकी जिनके सजदे को महराब-ए-काबा
वही दिल अदब से झुकाता रहूं मैं
इलाही तू ऐसा मुक़द्दर बना दे
हमेशा ही मक्के में आता रहूं मैं
तेरे घर के पहरे लगाता रहूं मैं
सदा शहर-ए-मक्का में आता रहूं मैं
है सैय्यद की ख्वाहिश मदीने में मर कर
हमेशा ही जन्नत को पाता रहूं मैं
Jis qismat walay ko yeh naseeb ho jaye ke woh Sarkar ﷺ ke dar ke phere lagaye, us se zyada khushnaseeb aur kaun ho sakta hai? Har ek manzil se pyara woh dar hai jahan sab kuch chhor ke sirf ek nigaah-e-karam ka talabgar jata hai. Aisi naats insani rooh ko jhunjhor kar Mohabbat-e-Mustafa ﷺ se labraiz kar deti hain.